बुधवार, 2 मार्च 2016

Maa

Khoobsurat tha har vo lamha jab sath thi tum mere

Manjil ke pass hi the har khwahis lagti thi puri

Bahon me tere khud ko bhul jata tha
 sar rakh kar god me tere aanchal me simat jata tha

Chipka kar seene se jo tu mujhko apne hatho se khilati thi

Mere sare dukho ko tu dekh kar jaan jati thi

Tere hatho ke chune se
Mera man machal jata tha

Maa aaj bhi anchal me tere sar rakh kar sone ko jee chahata hai

1 टिप्पणी:

कुछ उलझे से सावाल नज़र आते है, न दिन न रात बस खयाल नज़र आते है, हो तेरी हर बातो में जबाब मेरे सरे सवालो का, बस यही दिलो...