बुधवार, 2 मार्च 2016

Maa ka dular

Sun kar pukar aye maa teri
bachha aaj bhi muskata hai.
Teri pawan nischal aanchal me
Aaj bhi bachha shukh pata hai
Kar ke dular tu aaj bhi bachhe ko hasna shikhlati hai
Sab se lad kar is jag me tu bachhe ko jeena sikhlati hai
Paa kar pyar tera is zeevan me maine bhi ye shukh paya hai
Log mar kar swarg ki chah rakhte hai
Maine teri kadmo me vo sab paya hai.
Maa sa malik is jag me na duza maine paya hai
Paa kar dular aye maa tera har bachha mushkaya hai
Paa kar dular aye maa tera har bachha mushkaya hai

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

कुछ उलझे से सावाल नज़र आते है, न दिन न रात बस खयाल नज़र आते है, हो तेरी हर बातो में जबाब मेरे सरे सवालो का, बस यही दिलो...